• RSS
  • Facebook
  • Twitter
  • Linkedin

Sunday

Mujhay appnay zabt pay naaz tha

Itna hi yaad rakh mujhe

Kitne azziyat say

KHUD KO MUJH SE JUDA KIA US NE.

Jeene ki Saza Paayee

Ladki Deewani hai…!!

Kis ke Jalwe.......

Apne dil se itna to poocho

Apne dil se itna to poocho
Ik baar nahi baar baar poocho

Dard Judai ka kaise seh pao gi
Kya is pyar ko bhool tum jao gi

Itna chahne wala kaha se aaye ga
Jo tumhe apni rooh mei samayega

Ye tum bhi janti ho aur mein bhi
Mushkilon se Rab Nikaal lejayega

Ik Mauqa to do apne pyar ko
Jo gaya to phir wapas na aayega

Himmat se kaam lo, mera haath thaam lo
Aankhein band karke mera, ik baar naam lo

Mein abhi mara kahan hun
Jo tum chode ja rahe ho

Itna bura to hun nahi mein
Muh Mode ja rahe ho

Ik mauqa to dil se zara khud ko dedo
Ik haan karo aur mujhe khud ko dedo

Bhala tum pyar se itna darti kyun ho
Jo chahti nahi ho karna, wo karti kyun ho

Kya yehi mere pyar ne hei sikhaya tujhko
Jab waqt aajaye nibhane ka, **** jana mujhko

Tum janti ho ke sache dil se
Humne pyar ek duje ko kiya hai

Har lamha ek dujhe ki yadon mein
Humne mar mar ke aise jiya hei

Ke kabhi mein roothoon to tum manao
Mujhe yunhi bahane bahane se

Ye Dunya haseen ho jayegi
Hum dono ke yu mil jane se

Meine muaf kya tune jo bhi kya
Tum bhi pyar se zara kaam lo

Apni zindagi se aise mat khelo
Ye pyar bhara dil thaam lo

Tum kehti ho tumhe dard bhi hai
Mujhse mil nahi paane ka

To Phir khudh se poocho kya dar nahi
Mujhse itna door tumhe jane ka

Meri zindagi ke har mod pe
Tera hi likha hua naam hai

Tere naam se shuru din hei hota
Khatam meri hoti har shaam hei

Phir soch lo issi gham mein tum
Kya khud ko muaf kar pao gi

Mein janta hun mere alawa tum
Kisi aur ko paas nahi lao gi

Mein intezaar karunga kuch aur din
Phir wapas kabhi nahi aaonga

Tumne himmat haar ke acha na kiya
Sada yehi mein kehta jaonga...!!!!!!!!!!!

~** Koi To Hota?**~

Yahan log hain bohat zalim yaaro

dard-e-dil mein kamii na ho jaaye

Takdeeran Sab Diya Aapo Apniyaan

IK SHAHKS

Punjabi

zaroori to naheen

afsana zindagi ka

namak bher kay meray zakhmoo mein

per bewafa na lage

yeh dil nayab hai

Bare dino ki baat thi

MIX POETRY

yeh zindagi hai kay baarish hai

Aagaaz to hota hai anjaam nahi hota

aa bhii jaao kii zindagii kam hai

kitne fursat

soch

Tanhai

Dekh rhe hain

HUM BAN JAO GAY

barish

kya bhrosa barishon ka

Gham_e_Dil Ko

Friday

Humein Aapse Bhi Judaa Kar Chale

baat chor dete hain . .

mujhay kinaray ki kab tammana,

Zara Sochne Do,

Muhabbat Rog Hay Jaana

Muhabbat Rog Hay Jaana
Ajab Sanjog Hay Jaana
Yeh Kaisa Jog Hay Jaana

Baray Borhay Btatay Thy
Kayi Qissay Sunatay Thy
Magar Hum Mantay Kab Thy
Yeh Sab Kuch Jantay Kab Thy
Yeh Baatein Zikr k Qabil
Bhala Gardantay Kab Thy

Ana k Takht Par Baithy
Humein Maloom Hi Kab Tha
Ana k Takht Se Ooper
Bohat Sari Bulandi Par
Kahin Pariyon k Jhurmat Mein
Tery Pairoon Ki Payel Mein
Tery Chotay Se Gaaon Mein
Ghani Zulfoon Ki Chaaon Mein
Sitaray Chaand Sooraj
Walehana Raqs Kartay Hain

Humein Maloom Hi Kab Tha
Tery Qadmon Ki Aahat Par
Gulabi Muskurahat Par
Tery Hontoon Ki Jumbash Par
Tery Sir k Isharay Par
Sada-e-DilBrana Par
Nigah-e-Qatilana Par
Jafa-e-Mehrmana Par
Ada-e-Kafirana Par
Chaman k Phool Saray
Iss Tarah Se Dhayan Detay Hain
Zara Se Wasl k Jhansey Mein
Apni Jaan Detay Hain

Humein Kab ILM Tha Jaana
Tery Pekar Se Dhul kar
Chandani Har Soo Bikharti Hay
Shab-e-Mahtab Ki Doshezgi
Kaisy Nikharti Hay
Teri Payel Ki Chan Chan
Mann Mein Kya Ghanti Bajati Hay
Teri Awaz Veerany Mein
Kya Jadu Jagati Hay
Tery Naghmay Fiza Mein
KisTarah Jal Tarang Bajaty Hain
Bohat Pukhta Iraday
Kis Tarah Se Toot Jatay Hain

Humein Idraak Hi Kab Tha
Humein Kamil Bharosa Tha
Hamary Sath Kisi Surat
Bhi Aisa Nahi Ho Ga
Dil-e-Nadaan Kabhi
Qaboo Se BeQaboo Nahi Ho Ga
Yeh DuniyaDaar
DuniyaDaar Se Saadhuu Nahi Ho Ga

Magar....

Magar Phir Yun Huwa Jaana
Na Janay Kiun Huwa Jaana
Bara Afsoon Huwa Jaana
Jigar Ka Khoon Huwa Jaana

Tery Abroo Ki Ik Jumbash
Se Ghayel Ho Gaye Hum b
Baray Be Multafit Phirtay Thy
Maayel Ho Gaye Hum b
Sakhawat Karnay Aye Thy
Aur Saayel Ho Gaye Hum b
Baray Borhoon Ki In Baaton k
Qaayel Ho Gaye Hum b
K .....
Muhabbat Rog Hay Jaana
Ajab Sanjog Hay Jaana
Yeh Kaisa Jog Hay Jaana...!!!

lamha bhar

Agarcha tu zandani asbab hy

ایسی دعا ہوں

میرا دل

میں بے خطا ہوں

Tera FAIZ bhi tha KAMAAL pr

Dil Ki Khamoshi Se

Tumhain jab kabhi milain FURSATAIN

Thursday

Piyara Dost

Shiddat_e_dard

Shiddat_e_dard

Aarzo Hy Wafa Ban K Tere Sath Rahon

"TUM KIA JANO"

Koi Na Aey Ga Zindagi Mein

Yaad aaon to bs itni si inayat krna

Ajab hai RASM-E-ULFAT

* ( SIRF TUM ) *

bewafa ho jaata hai

ZAMANA jeet gya

ZAMANA jeet gya

Baba Bulley Shah Frmaya

Raha Kuch B Nai Karta

Usey itna bata dena..

Ay zindagi mujh se ye dagha na kar

Dil to kehta hai

Rone do k aj hum ko

Faraz Funny Poetry

Yeh idher udher ki daleel chor

Mera Taajub Be sabab Nahi Hai,

Koi talab hi nahi Sog-war hi hun

INTIZAAR

Ek Roz tum Ne Thama Tha Hath Mera

Dil Ki Khamoshi

HUM AISI MOHBAT KRTE HAIN..!

Jb hath dua ko uthty hain

Kehte hain chup chup se rehte hain

Chalta tha kbi hath mera tham kr

Unhone dekha aur aanso gir pare

Ek mu$kan to muje ek bar de de

Wednesday

Abr Ankhon Se

Kabhi Lafz Bhool Jaoon

abi dastak nahi dena..

Farz karo

Jawaab doge na ??

tumhara khat mila jana...

Kal tanhayi main jab

December Sulagta Raha*~Wasi Shah

mohabat taaq e dil pay

meray bay khwaab say kehna

~~``aitraff``~~--

Bholta kon hay
Waqt k ghao ko
Hijer k tand toufan ko
Be yakeen lehar mein
Wasal k khwab ki dobti nao ko
Bhotla kon hay

Bholta kon hay
Apne katil k katil khadokhaal ko
Dukh uthate dino or maho saal ko
Bholta kon hay

Bholta kon hay
Umar ki shakh per khilne wali us ek awalin sham ko
Besabab jo laga hay us ilzam ko
Phir tere Naam ko
Bholta kon hay........

~"MERA HATH"~

``~~sirf tum~~``

Mujhe apne lafzon se shikayat hay

Mujhe shyd apni hi talash hay

December main*~Wasi Shah

kesay jeyon mein

~~Mita nhi kerte~~

tum to barey aazam waley ho,

Gosha-e-Yaraa`n

Kya Mila Tumhe Socho,‏

~!~~!~Kash Main ~!~!~!‏

~!~!~!Taluk Torta HOON~!~!~!

Sardi ki Pheli Barish .,....‏

SUna HOga Boht Tumhe .....‏

kash k duniya aisi ho...‏

Abhi Tak Yaad Hai Pechla December

Neeli Neeli Ghata Barasti Hay

Popular Posts