koi ehead b uss ko yaad nahe....
koi baat b us ko yaad nahe
ik shaks nay uss ko chaha tha
wo zaat b us ko yaad nahe
jub shab ki bejli chamki the
aur badal tout kar barsa tha
hum dono jiss mein behgay thy
barsaat b uss ko yaad nahe
wo sahil dariya phool hawa
wo wada sath nibhanay ka
aur shab bahr chand ko dekha tha
wo raat b us ko yaad nahe
wo kehta tha mein sunti the
mein kahti the wo sunta tha
un lakhon baton mein
ak baat b uss ko yaad nahe
AYUSHA RAJA
koi baat b us ko yaad nahe
ik shaks nay uss ko chaha tha
wo zaat b us ko yaad nahe
jub shab ki bejli chamki the
aur badal tout kar barsa tha
hum dono jiss mein behgay thy
barsaat b uss ko yaad nahe
wo sahil dariya phool hawa
wo wada sath nibhanay ka
aur shab bahr chand ko dekha tha
wo raat b us ko yaad nahe
wo kehta tha mein sunti the
mein kahti the wo sunta tha
un lakhon baton mein
ak baat b uss ko yaad nahe
AYUSHA RAJA




